Papa
Ab kya likhu us insaan ke baare mai jisne hume likha, Ki woh ek aisi jaan h jiski hum jaan hai, Apni jarurat chod kr hume haar sukh dena chahta hai woh bnda, Ki ab uske bare mai bhi kya likhu, ha thik h aj father's day h aur maa-paa ke bina bhi kya koi din h, Happy father's Day papa Love you😘❤