Jindgi ki nai suruwaat...

Ab ek nai suruwat krne chla hu,
Mai bhi ab kuch bnne chla hu,
Jindgi ki raah mai ab mai bhi ghulne lga hu mai ab ek nai suruwaat krne chla hu,
Ha safar aasaan nhi hoga per ab mai toh safar mai nikl chla hu,
Jindgi ab kya kya khel rachaygi ab dekhna baaki hai, aur jindgi ko ek naye rup mai dekhna ab baaki hai.

Comments

Popular posts from this blog

कौन होता है शिक्षक

नया साल बेमिशाल ❤😊